ज़िंदगी का रहस्य The secret of life

Mat jiyo sirf apni khushi ke liye , koi sapna buno zindagi ke liye ...
ponchh lo din - dukhiyon ke aansun agar , kuch nahin  chahiye bandagi ke liye ...
Sone - Chandi ke thal jaruri nahin , dil ka deepak bahut hai aarati ke liye ...
Jiske dil me ghrina ka hai jwalamukhi , wo jahar kyu piye khudkhushi ke liye ...
Ub na jayen jyada khkushi se na hum , Gam bhi jaruri hai kuch zindagi ke liye ...
Sari dunia ko jab humne apna liya , kon baki raha dushmani ke liye ...
Hawa ko pakadne ki zid chhod do , waqt rukta nahin kisi ke liye ...
Shabd ko aag me dhalna sikhiye , dard kafi nahin shayari ke liye ...
_________________________________________________________________________________


Mat jiyo sirf apni khushi ke liye , koi sapna buno zindagi ke liye ... ponchh lo din - dukhiyon ke aansun agar , kuch nahin  chahiye bandagi ke liye ... Sone - Chandi ke thal jaruri nahin , dil ka deepak bahut hai aarati ke liye ... Jiske dil me ghrina ka hai jwalamukhi , wo jahar kyu piye khudkhushi ke liye ... Ub na jayen jyada khkushi se na hum , Gam bhi jaruri hai kuch zindagi ke liye ... Sari dunia ko jab humne apna liya , kon baki raha dushmani ke liye ... Hawa ko pakadne ki zid chhod do , waqt rukta nahin kisi ke liye ... Shabd ko aag me dhalna sikhiye , dard kafi nahin shayari ke liye ...

मत जिओ सिर्फ अपनी ख़ुशी के लिए , कोई सपना बुनो ज़िंदगी के लिए ...
पोंछ लो दिन-दुखियों के आंसू अगर , कुछ नहीं चाहिए बंदगी के लिए ...
सोने - चांदी के थाल ज़रूरी नहीं , दिल का दीपक बहुत है आरती के लिए ...
जिसके दिल में घृणा का है ज्वालामुखी , वो जहर क्यों पिए खुदखुशी के लिए ...
ऊब जाएँ ज्यादा ख़ुशी से ना हम , गम ज़रूरी है कुछ ज़िंदगी के लिए ...
सारी दुनिया को जब हमने अपना लिया , कौन बाकी रहा दुश्मनी के लिए ...
हवा को पकड़ने की ज़िद छोड़ दो , वक़्त रुकता नहीं किसी के लिए ...
शब्दों को आग में ढालना सीखिए , दर्द काफ़ी नहीं शायरी के लिए ...

Mat jiyo sirf apni khushi ke liye , koi sapna buno zindagi ke liye ... ponchh lo din - dukhiyon ke aansun agar , kuch nahin  chahiye bandagi ke liye ... Sone - Chandi ke thal jaruri nahin , dil ka deepak bahut hai aarati ke liye ... Jiske dil me ghrina ka hai jwalamukhi , wo jahar kyu piye khudkhushi ke liye ... Ub na jayen jyada khkushi se na hum , Gam bhi jaruri hai kuch zindagi ke liye ... Sari dunia ko jab humne apna liya , kon baki raha dushmani ke liye ... Hawa ko pakadne ki zid chhod do , waqt rukta nahin kisi ke liye ... Shabd ko aag me dhalna sikhiye , dard kafi nahin shayari ke liye ...

No comments:

Post a Comment