ज़िंदगी Life

Kuch nanhe hathon ko , aaj hath chhudate dekha hai ...
Un komal hathon pe , chhalon ka ek guldastan dekha hai ...
Tapti kankrili dharati pe , din bhar rengate dekha hai ...
Khane ke chand niwalon pe , maine unko pitate dekha hai ...
Bhukh mitane ki khatir , yahan ruh nachate dekha hai ...
Har gadi me jhankati , unki aas tapakate dekha hai ...
Has kar jine ki aasha , aanshu me bahate dekha hai ...
Ek sikke ke khatir , maine zindagi bhagate dekha hai ...

Kuch nanhe hathon ko , aaj hath chhudate dekha hai ... Un komal hathon pe , chhalon ka ek guldastan dekha hai ... Tapti kankrili dharati pe , din bhar rengate dekha hai ... Khane ke chand niwalon pe , maine unko pitate dekha hai ... Bhukh mitane ki khatir , yahan ruh nachate dekha hai ... Har gadi me jhankati , unki aas tapakate dekha hai ... Has kar jine ki aasha , aanshu me bahate dekha hai ... Ek sikke ke khatir , maine zindagi bhagate dekha hai ...
_________________________________________________________________________________

कुछ नन्हें हाथों को , आज हाथ छुड़ाते देखा है ...
उन कोमल हाथों पे , छालों का गुल्दस्तान देखा है ...
तपती कंकरीली धरती पे , दिन भर रेंगते देखा है ...
खाने के चंद निवालों पे , मैंने उनको पिटते देखा है ...
भूख मिटाने की खातिर , यहाँ रूह नाचते देखा है ...
हस कर जीने की आशा , आंसू में बहते देखा है ...
एक सिक्के के खातिर , मैंने ज़िंदगी भागते देखा है ...

Kuch nanhe hathon ko , aaj hath chhudate dekha hai ... Un komal hathon pe , chhalon ka ek guldastan dekha hai ... Tapti kankrili dharati pe , din bhar rengate dekha hai ... Khane ke chand niwalon pe , maine unko pitate dekha hai ... Bhukh mitane ki khatir , yahan ruh nachate dekha hai ... Har gadi me jhankati , unki aas tapakate dekha hai ... Has kar jine ki aasha , aanshu me bahate dekha hai ... Ek sikke ke khatir , maine zindagi bhagate dekha hai ...

No comments:

Post a Comment