Dard ki ek kitab hai zindagi ,
Fir
bhi hasin khwaab hai zindagi ...
Samne sawal - dar - sawal hai ,
khamosh ... magar jawab hai zindagi ...
Kitne lamhe chain se basar hue ,
paai - paai ka hisab hai zindagi ...
pali badhi jo katon ke darmiyan ,
Ek
mahakataa gulaab hai zindagi ...
Dukhon ka ek khoulta sa jwar thi ,
dilnashin mahtaab hai zindagi ...
Jo kabhi isharon pe chal na saki ,
apne aap me nawab hai zindagi ...
Apne aap me nawab hai zindagi ...
_________________________________________________________________________________
दर्द की एक
क़िताब है ज़िंदगी ,
फ़िर भी
हशीन ख़्वाब है ज़िंदगी ...
सामने सवाल
- दर - सवाल है ,
दुखों का
एक खौलता सा ज़्वर थी ,


No comments:
Post a Comment